اقرأ باسم ربك الذي خلق

Apr 14, 2019

Mujhe Dozakh Dikhlayi Gayi Toh Usme Jiyadatar Aurte Thi Jo Kufr Karti Hai

Ibn Abbas r.a. se riwayat hai ki mujhe Dozakh dikhlayi gayi toh usme zyadatar aurte thi Jo kufr karti hai, pucha gaya ki Aye RasoolAllah ﷺ kya wo Allah ke saath kufr karti hai? Aap ﷺ ne farmaya ki khawind (husband) ki nashukri karti hai, agar tum umar bhar unme se kisi ke sath ahsaan karte raho fir tumhari taraf se kabhi koi inke khayal me nagawari (napasand) ki baat ho jaye to kahengi ki maine kabhi bhi tumse koi bhalai nahi dekhi. 

Sahih al Bukhari, hadees- 29.

•٠•●●•٠•

Narrated Ibn Abbas r.a.: The Prophet ﷺ said: "I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful."" It was asked, Do they disbelieve in Allah? He ﷺ replied, ""They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you."

Sahih Bukhari, hadith- 29.

•٠•●●•٠•

Post a Comment