اقرأ باسم ربك الذي خلق

Apr 14, 2019

Teen Tarah Ke Shaksh Jis Par Allah Khud Muddai (Opponent) Banega

RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki Allah ka farman hai, “Teen tarah ke log aise hai jinka Qayamat ke din main khud Muddai banunga, Ek toh woh shaksh jisne mere naam par ahad (wada) kiya aur fir wada khilafi ki, 
Dusra wo shaksh jisne kisi aazad aadmi ko bech kar uski Qeemat khaayi, 
Teesra wo shaksh jisne kisi ko majdur rakkha fir kaam toh us se pura kar waya lekin uski majduri na di.”

Sahih al Bukhari, hadees- 2270.

•٠•●●•٠•

Narrated Abu Huraira r.a., The Prophet ﷺ said, “Allah said, 'I will be an opponent to three types of people on the Day of Resurrection: 
1. One who makes a covenant in My Name, but proves treacherous; 
2. One who sells a free person and eats his price; and 
3. One who employs a laborer and takes full work from him but does not pay him for his labour.”

Sahih al Bukhari, hadees- 2270.

•٠•●●•٠•

Post a Comment