اقرأ باسم ربك الذي خلق

Apr 14, 2019

Jannatiyo Ke Kamre Jaise Chamakte Sitare

۩ Abu Saeed khadhri r.a. se riwayat hai ki RasoollAllah ﷺ ne farmaya, “Jannati log apne se buland kamre walo ko is tarah dekhenge jis tarah chamakte sitare ko, jo subah ke waqt rah gaya ho, aasman ke kinarey par purab ya paschim me, inme ek dusre se afzal hoga, logon ne arz kiya ya Rasoollallah ﷺ ye to Ambiya ke mahal honge jinhe inke siwa aur koi nahi pa sakega Aap ﷺ ne farmaya, 'Nahi us zaat ki kasam jiske hath me meri jaan hai, ye un logon ke liye honge jo Allah taala par eemaan laye aur Ambiya ki tashdeek ki.'”

Sahih Bukhari, 3256.

•٠•●●•٠•

۩ Narrated Abu Said Al-Khudri r.a.: The Prophet ﷺ said, “The people of Paradise will look at the dwellers of the lofty mansions (i.e. a superior place in Paradise) in the same way as one looks at a brilliant star far away in the East or in the West on the horizon; all that is because of their superiority over one another (in rewards).”
On that the people said, 'O Allah's Apostle ﷺ Are these lofty mansions for the prophets which nobody else can reach? The Prophet ﷺ replied, No! By Allah in whose Hands my life is, these are for the men who believed in Allah and also believed in the Apostles.'”

Sahih Bukhari, 3256.

•٠•●●•٠•
Read more »

Jannat Ka Ek Darakht

Anas bin Malik r.a. se riwayat hai ki Rasoollallah ﷺ ne farmaya, “Jannat me ek darakht hai jiske saaye me ek sawar 100 saal tak chale fir bhi usko taye nahi kar sakega.”

Sahih Bukhari, 3251.

•٠•●●•٠•

Narrated Anas bin Malik r.a.: The Prophet ﷺ said, “There is a tree in Paradise (which is so big and huge that) if a rider travels in its shade for one hundred years, he would not be able to cross it.”

Sahih Bukhari, 3251.

•٠•●●•٠•
Read more »

Teen Tarah Ke Shaksh Jis Par Allah Khud Muddai (Opponent) Banega

RasoolAllah ﷺ ne farmaya ki Allah ka farman hai, “Teen tarah ke log aise hai jinka Qayamat ke din main khud Muddai banunga, Ek toh woh shaksh jisne mere naam par ahad (wada) kiya aur fir wada khilafi ki, 
Dusra wo shaksh jisne kisi aazad aadmi ko bech kar uski Qeemat khaayi, 
Teesra wo shaksh jisne kisi ko majdur rakkha fir kaam toh us se pura kar waya lekin uski majduri na di.”

Sahih al Bukhari, hadees- 2270.

•٠•●●•٠•

Narrated Abu Huraira r.a., The Prophet ﷺ said, “Allah said, 'I will be an opponent to three types of people on the Day of Resurrection: 
1. One who makes a covenant in My Name, but proves treacherous; 
2. One who sells a free person and eats his price; and 
3. One who employs a laborer and takes full work from him but does not pay him for his labour.”

Sahih al Bukhari, hadees- 2270.

•٠•●●•٠•
Read more »

Mujhe Dozakh Dikhlayi Gayi Toh Usme Jiyadatar Aurte Thi Jo Kufr Karti Hai

Ibn Abbas r.a. se riwayat hai ki mujhe Dozakh dikhlayi gayi toh usme zyadatar aurte thi Jo kufr karti hai, pucha gaya ki Aye RasoolAllah ﷺ kya wo Allah ke saath kufr karti hai? Aap ﷺ ne farmaya ki khawind (husband) ki nashukri karti hai, agar tum umar bhar unme se kisi ke sath ahsaan karte raho fir tumhari taraf se kabhi koi inke khayal me nagawari (napasand) ki baat ho jaye to kahengi ki maine kabhi bhi tumse koi bhalai nahi dekhi. 

Sahih al Bukhari, hadees- 29.

•٠•●●•٠•

Narrated Ibn Abbas r.a.: The Prophet ﷺ said: "I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful."" It was asked, Do they disbelieve in Allah? He ﷺ replied, ""They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you."

Sahih Bukhari, hadith- 29.

•٠•●●•٠•
Read more »

Biwi Ko Khana Khilane Par Bhi Sawab

۩ Sad bin abi Waqqas r.a. se rivayat hai ki RasoollAllah ﷺ ne farmaya tum jo kuch bhi Allah ki raah mein kharch karoge tumhe uska sawab milega yaha tak ki us luqme par bhi sawab milega jo tum apni biwi ke munh me rakhte ho.

Sahih al Bukhari, hadees- 56.
•٠•●●•٠•

۩ Narrated Sad bin abi Waqqas r.a. Prophet ﷺ said, You will be rewarded for whatever you spend for Allah's sake even if it were a morsel which you put in your wife's mouth.

Sahih al Bukhari, hadith- 56.

•٠•●●•٠•
Read more »

Mar 23, 2019

Apne Walid Ka Inkaar Kufr Hai

Abu Hurairah r.a. se riwayat hai ki RasoollAllah ﷺ ne farmaya, “Apne walid ka koi inkaar na kare kyunki jo apne walid se munh modta hai (yani kisi aur ko apna walid banata hai) ye kufr hai.”

Sahih al Bukhari, hadees- 6768.

•٠•●●•٠•

Abu Huraira r.a. narrated that the Prophet ﷺ said, “Do not deny your fathers (i.e claim to be the sons of persons other than your fathers) and whoever denies his father, is charged with disbelief.”

Sahih al Bukhari, hadees- 6768.

•٠•●●•٠•

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”اپنے باپ کا کوئی انکار نہ کرے کیونکہ جو اپنے باپ سے منہ موڑتا ہے (اور اپنے کو دوسرے کا بیٹا ظاہر کرتا ہے تو) یہ کفر ہے۔“

صحيح البخاري, حدیث - ۶۸۷۸.

•٠•●●•٠•
Read more »